by
Sai_Ki_Bitiya
on 18/1/11
52 people like this
view
rss
like
kuch der ke liye adalat multwi kar dijiye judge sahib /
do teen ilzamaat aur bhi hai is zamane ke paas /
chahe to aansuon ko sharafat ka nakab hi samjhiyie /
waise bhi hathkadi si jindagi mujhe aayi na raas /
nahi deni koi safai apni, na minnat koi zamane se /
main kathghare mein khadi hun apne khuda ke paas